Wednesday 6 June 2012

Urdu Shair Ki Dastaan

 


Urdu Shair Ki Dastaan By A  Hameed






Urdu Shair Ki Dastaan

Its an  Urdu Adab Books


Urdu Shair Ki Dastaan


 By A. Hameed is a Good Urdu Adab Book. It has a urdu tajzeay on the adab literatures.Its Very Nice Books of Urdu Literatures. That Peoples are very enjoying to read this book Who Love With Urdu adab.In this book the debate on the complete period of urdu adab Revolution.



  
Click Below Read More Link For Downloading Books






Book Title :

 

                Urdu Shair Ki Dastaan

 

Book Author :

             

                 A. Hameed



                                            Click Here to Download

        Urdu Sher Ki Dastaan Vo 1    Urdu Sher Ki Dastaan Vo 2        Urdu Sher Ki Dastaan Vo 3


         Urdu Sher Ki Dastaan Vo 4    Urdu Sher Ki Dastaan Vo 5        Urdu Sher Ki Dastaan Vo 6

         Urdu Sher Ki Dastaan Vo 7    Urdu Sher Ki Dastaan Vo 8        Urdu Sher Ki Dastaan Vo 9





Read More Details


Urdu Shair ki Dastaan main is ki mukammal tareekh aur is k Ibtady dor kay  baray main bharpoor jayeza liya gaya hai. Urdu shair ka pehla Phole kahan se phoota?
Kahan kahan aur kis kis ne is ko pani  say aabiyar kia?
Wo kon se smaji aur saqafti halaat thay jin main ye dastan parwan charhi?
Aur kin shairi dabis'tanon main apnay auj-e-kamal tak puhnchi?

Part 07
Dr. Springer ki kitaab Kutub Khana-e-Shahaan-e-Awadh ka tarjuma, Reekhta k shu'ara.

Part 08
Masnavi Bahar-e-Daanish, Qisa Tameem Ansari aur Qisa Zn Tanbooli

Part 09
Ghalib ki shakhsiyat aur un k kalam ka jayeza, Deewan-e-Ghalib, qaseeday marsiye aur inteqad.

Part 10
Attha'rween saddi eesvi, (18th Century AD) k Dabistan-e-Lukchnow, Sooba Bihar aur Sooba Punjab k ghair maroof shu'ara se le k Shah Haatim, Siraaj Aurang Abadi Tabaa'n, mazhar Jaan-e-Jaan'an, aur Nazeer Akbar Abaadi tak.

Part 11
Barhween Saddi Eesvi, (12th Century AD) ki numa'enda masnavi, "Ramz-ul-Ishq se le k kar Meer Hasan Dehelvi ki deegar masnaviyat k mukkamal matan aur tafseel.

Part 12
Shuja ud Dola aur Wajid Ali Shah k rangeen dor ki aakhri baharon ki yaadgaren. Amanat k wasokht se le kar Mirza Muhammad Rafee Soda ki ghazal goyi, Shehar-e-Aashoob, Dohon, Qasa'id aur Marasi tak.

Part 13
Urdu Sha'iri k dor-e-chahar'rum  k darakhshaan sitaray Sheikh Qalandar Bakhsh Jurrat, Khwaja Haider Ali Aatish, aur Hakeem Momin Khaan Momin k muffasil haalat e zindagi aur un ka kalaam.
Part 14
Sheikh Ghulam Hamdani Mus'haffi, Imam Bakhsh Nasikh, Ustaad Zoq, aur Molana Altaf Hussain Haali k kalam par aik mustanad kitaab.

Ye tamam baaten jan'nay k liye ye kitaab aik jam'e tareekhi wa adbi dastavez ki hesiat rakhti hai.

Delhi aur Lakhnaou ki masnavian aur Dakkan main Marsia Goyi ki ibtida


No comments:

Post a Comment